How to go live on YouTube -: 


Hme youtube pr live aane ke liye 1000 subscriber nhi chahiye hm 0 subscriber se v live kr skte hai .


First step:-


Aapko sbse phle chrome browser me "studio.youtube.com" pr jana hai aur desktop mode one kr lena .


Ab aapko upr me do button dikh rha hoga 


Ak upload ka aur ak live ka 

 

Aapko *live* wale button pr click krna hai 

Aur aap live wale page chalejayenge.


Wha aap live shedule kr skte ho aur wha aapko


*Stream key* aur *stream link* milega jise aapko _copy_ krna hai.


*Second stap:-*


Ab hme ak aap download krna hai jisk name hai *streamlabs* . Aapko play Store pe easily mil jayega.


App download krne ke bad app open krna hai aur aapko wha coustom rtps ka button dikhega wha click krna aur apse *stream link* aur *stream key* paste kr dena hai aur next krna hai aur aapse puchha jayega ki _aapko screen share krna hai ya camera_


Kisi ka ko select krne ke bad aap ab live aaskte hai .


*Important*


Ab aapko youtube studio jo chrome me open Kiya hoga wha ja ke live wale page pr Jake aap jo live shedule kiye hai us pr click krna aur aap ak new page pr jaoge jha aapko *Start Live* pr click krna hai .


Itna krne ke bad aap live aagye hai aap youtube pr Jake check kr skte hai 👍


Koi v problem ho to hm jrur btaye😇


🔥Author :- Royalashu4u😇